kaman se tir chala aur saba ne chupke se
kamāñ se tiir chalā aur sabā ne chupke se
hilā ke haath parinde ko hoshiyār kiyā
hamīñ ne sehn-e-chaman meñ uḌaa.ī ḳhāk-e-vafā
hamīñ ne dasht meñ phūloñ kā kārobār kiyā
ham intizām-e-bahārāñ meñ ġharq the us dam
jab us ne hīla-e-asbāb-e-intishār kiyā
kaman se tir chala aur saba ne chupke se
hila ke hath parinde ko hoshiyar kiya
hamin ne sehn-e-chaman mein uDai KHak-e-wafa
hamin ne dasht mein phulon ka karobar kiya
hum intizam-e-bahaaran mein gharq the us dam
jab us ne hila-e-asbab-e-intishaar kiya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.