Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kar na tu baat jawedani ki

Navin Joshi

kar na tu baat jawedani ki

Navin Joshi

MORE BYNavin Joshi

    kar na baat jāvedānī

    intihā tai hai har kahānī

    bhaap honā to terī qismat hai

    ek tasvīr hai paanī

    kuchh taġhayyur se ḳhauf khāte haiñ

    kuchh ibādat kareñ ravānī

    ham pe husn-e-hurūf hai zaa.e.a

    ham ziyārat pe hai ma.ānī

    kyā sahī aur kyā ġhalat hogā

    baat hai terī tarjumānī

    tum karo baat zard pattoñ

    ham kare baat shāḳh-e-fānī

    umr se kyā bahār lenā

    nahīñ muhtāj ye javānī

    kar na tu baat jawedani ki

    intiha tai hai har kahani ki

    bhap hona to teri qismat hai

    ek taswir hai tu pani ki

    kuchh taghayyur se KHauf khate hain

    kuchh ibaadat karen rawani ki

    hum pe husn-e-huruf hai zaea

    hum ziyarat pe hai maani ki

    kya sahi aur kya ghalat hoga

    baat hai teri tarjumani ki

    tum karo baat zard patton ki

    hum kare baat shaKH-e-fani ki

    umr se kya bahaar ka lena

    nahin muhtaj ye jawani ki

    Source :
    • Book : Word File Mail By Salim Saleem
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now