Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHak mein KHak hue baiThe hain

Momi Khan

KHak mein KHak hue baiThe hain

Momi Khan

MORE BYMomi Khan

    ḳhaak meñ ḳhaak hue baiThe haiñ

    apnī poshāk hue baiThe haiñ

    chand sāñsoñ ke nagar vaale bhī

    haft-aflāk hue baiThe haiñ

    ek muddat se tirī rāhoñ meñ

    ḳhas-o-ḳhāshāk hue baiThe haiñ

    dekh eḌī darāḌeñ ai ḳhudā

    tere but chaak hue baiThe haiñ

    do nivāloñ talab meñ kuchh log

    'momī' chālāk hue baiThe haiñ

    KHak mein KHak hue baiThe hain

    apni poshak hue baiThe hain

    chand sanson ke nagar wale bhi

    haft-aflak hue baiThe hain

    ek muddat se teri rahon mein

    KHas-o-KHashak hue baiThe hain

    dekh eDi ki daraDen ai KHuda

    tere but chaak hue baiThe hain

    do niwalon ki talab mein kuchh log

    'momi' chaalak hue baiThe hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now