KHamosh rahna hai ya bolna zaruri hai
ḳhamosh rahnā hai yā bolnā zarūrī hai
hamāre biich koī faisla zarūrī hai
tamām umr jise dekh hī nahīñ paa.e
tamām umr use sochnā zarūrī hai
usī ke chehre pe āñkheñ hamārī rah jaa.eñ
kisī ko itnā bhī kyā dekhnā zarūrī hai
KHamosh rahna hai ya bolna zaruri hai
hamare bich koi faisla zaruri hai
tamam umr jise dekh hi nahin pae
tamam umr use sochna zaruri hai
usi ke chehre pe aankhen hamari rah jaen
kisi ko itna bhi kya dekhna zaruri hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.