khoya hua sa rahta hun aksar main ishq mein
khoyÄ huÄ sÄ rahtÄ huuƱ aksar maiƱ ishq meƱ
yÄ yuuƱ kaho ki hosh meƱ aane lagÄ huuƱ maiƱ
ye ibtidÄ-e-shauq kÄ« hÄlat na ho kahīƱ
mahfil meƱ us se aaƱkh churÄne lagÄ huuƱ maiƱ
ab kyuuƱ gila rahegÄ mujhe hijr-e-yÄr kÄ
be-tÄbiyoƱ se lutf uThÄne lagÄ huuƱ maiƱ
khoya hua sa rahta hun aksar main ishq mein
ya yun kaho ki hosh mein aane laga hun main
ye ibtida-e-shauq ki haalat na ho kahin
mahfil mein us se aankh churane laga hun main
ab kyun gila rahega mujhe hijr-e-yar ka
be-tabiyon se lutf uThane laga hun main
- Book : Jadeed Shora-e-Urdu (Pg. 524)
- Author : Dr. Abdul Wahid
- Publication : Feroz sons Printers Publishers and Stationers
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.