Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

khoya pane walon ne

Saifuddin Saif

khoya pane walon ne

Saifuddin Saif

MORE BYSaifuddin Saif

    khoyā paane vāloñ ne

    ġham apnāne vāloñ ne

    chheḌā phir afsāna-e-dil

    dil bahlāne vāloñ ne

    kin rāhoñ pe Daal diyā

    raah dikhāne vāloñ ne

    dil ik ik zaḳhm ginā

    dil bahlāne vāloñ ne

    'saif' tamāshā bhī na kiyā

    aag lagāne vāloñ ne

    khoya pane walon ne

    gham apnane walon ne

    chheDa phir afsana-e-dil

    dil bahlane walon ne

    kin rahon pe Dal diya

    rah dikhane walon ne

    dil ka ek ek zaKHm gina

    dil bahlane walon ne

    'saif' tamasha bhi na kiya

    aag lagane walon ne

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    khoya pane walon ne Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now