KHud se KHud ki an-ban hun main
ḳhud se ḳhud kī an-ban huuñ maiñ
ik suljhī sī uljhan huuñ maiñ
jis ne dekhā nazreñ pherīñ
jaane kitnā raushan huuñ maiñ
mujh ko paanā qismat samjho
ik shabrī kā jūThan huuñ maiñ
vo pahne yā pheñke mujh ko
shahzādī kā kangan huuñ maiñ
nazdīkī dukh-dā.ī hogī
krodhit show kā nartan huuñ maiñ
KHud se KHud ki an-ban hun main
ek suljhi si uljhan hun main
jis ne dekha nazren pherin
jaane kitna raushan hun main
mujh ko pana qismat samjho
ek shabri ka juThan hun main
wo pahne ya phenke mujh ko
shahzadi ka kangan hun main
nazdiki dukh-dai hogi
krodhit show ka nartan hun main
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.