Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHud se usne najat pa li hai

Navneet Sharma

KHud se usne najat pa li hai

Navneet Sharma

MORE BYNavneet Sharma

    ḳhud se us ne najāt hai

    raah 'navnīt' ne nikālī hai

    ḳhushk āñkhoñ ke ās-pās kahīñ

    dil ne ik jhiil banā hai

    lahlahāte haiñ dard ke paude

    ishq bāġh, yaad maalī hai

    rauñd jaatā hai ye kināroñ ko

    ise dariyā kaheñ? mavālī hai

    ek tasvīr ko haTāyā bas

    dil dīvār ḳhālī ḳhālī hai

    aap naam bhī nahīñ lete

    pyaas hoñToñ pe ab sajā hai

    ai thakan kuchh to bol, kyā ne

    manziloñ meñ jagah banā hai

    maiñ huā kāmyāb mar kar bhī

    aañkh qātil ne vo jhukā hai

    kyā bharosa mileñ vo na mileñ

    ham ne ik aarzū kamā hai

    KHud se us ne najat pa li hai

    rah 'nawnit' ne nikali hai

    KHushk aankhon ke aas-pas kahin

    dil ne ek jhil si bana li hai

    lahlahate hain dard ke paude

    ishq ka bagh, yaad mali hai

    raund jata hai ye kinaron ko

    ise dariya kahen? mawali hai

    ek taswir ko haTaya bas

    dil ki diwar KHali KHali hai

    aap ka nam bhi nahin lete

    pyas honTon pe ab saja li hai

    ai thakan kuchh to bol, kya tu ne

    manzilon mein jagah bana li hai

    main hua kaamyab mar kar bhi

    aankh qatil ne wo jhuka li hai

    kya bharosa milen wo ya na milen

    hum ne ek aarzu kama li hai

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now