KHun-e-dil munh pe aaj bahta hai
ḳhūn-e-dil muñh pe aaj bahtā hai
rū-ba-rū haal dil kā kahtā hai
ab to be-rahm rahm kar us par
kyā kyā bāteñ tirī vo sahtā hai
ik do gaalī hī de ke ḳhush karnā
dard-o-ġham meñ sadā vo rahtā hai
KHun-e-dil munh pe aaj bahta hai
ru-ba-ru haal dil ka kahta hai
ab to be-rahm rahm kar us par
kya kya baaten teri wo sahta hai
ek do gali hi de ke KHush karna
dard-o-gham mein sada wo rahta hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.