Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kin ishaaron se muddaa puchhe

farzad Ali zeerak

kin ishaaron se muddaa puchhe

farzad Ali zeerak

MORE BYfarzad Ali zeerak

    kin ishāroñ se mudda.ā pūchhe

    gūñgā kavvā ghaḌe se kyā pūchhe

    kuchh khilaune ḳharīdne the mujhe

    faqīrā tujhe ḳhudā pūchhe

    ab maiñ dīvār hone vaalā huuñ

    ab koī mujh se be-bahā pūchhe

    ek chhatrī to khul nahīñ paa.ī

    kaun bārish ibtilā pūchhe

    do bure log pakkā yārāna

    aa.ina aa.ine se kyā pūchhe

    kin ishaaron se muddaa puchhe

    gunga kawwa ghaDe se kya puchhe

    kuchh khilaune KHaridne the mujhe

    ja faqira tujhe KHuda puchhe

    ab main diwar hone wala hun

    ab koi mujh se be-baha puchhe

    ek chhatri to khul nahin pai

    kaun barish ki ibtila puchhe

    do bure log pakka yarana

    aaina aaine se kya puchhe

    RECITATIONS

    farzad Ali zeerak

    farzad Ali zeerak,

    farzad Ali zeerak

    kin ishaaro.n se mudda.aa puuchhe farzad Ali zeerak

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now