Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kinar-e-sham kya jalne laga hai

Khurshid Rabbani

kinar-e-sham kya jalne laga hai

Khurshid Rabbani

MORE BYKhurshid Rabbani

    kinār-e-shām kyā jalne lagā hai

    har ik bujhtā diyā jalne lagā hai

    tirā baḳhshā huā ik zaḳhm pyāre

    chalī ThanDī havā jalne lagā hai

    kisī ke aks meñ thī aisī hiddat

    tapish se ā.īnā jalne lagā hai

    sitāra koī aage ravāñ hai

    ki merā rāsta jalne lagā hai

    kinar-e-sham kya jalne laga hai

    har ek bujhta diya jalne laga hai

    tera baKHsha hua ek zaKHm pyare

    chali ThanDi hawa jalne laga hai

    kisi ke aks mein thi aisi hiddat

    tapish se aaina jalne laga hai

    sitara sa koi aage rawan hai

    ki mera rasta jalne laga hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now