Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kis ki sada pe kan lagae hue hun main

Saib Asmi

kis ki sada pe kan lagae hue hun main

Saib Asmi

MORE BYSaib Asmi

    kis sadā pe kaan lagā.e hue huuñ maiñ

    zaanū pe apne sar ko jhukā.e hue huuñ maiñ

    vo din ga.e ki yaad thī āThoñ pahar tirī

    ab apne aap ko bhī bhulā.e hue huuñ maiñ

    rangīñ dikhā.ī detā hai saarā jahāñ mujhe

    āñkhoñ meñ un ke jalve basā.e hue huuñ maiñ

    maane hai tere aane meñ ai mast-e-nāz kyā

    milne kab se aas lagā.e hue huuñ maiñ

    'sā.ib' firāq-e-yād meñ ho maut nasīb

    har vaqt kaisā haal banā.e hue huuñ maiñ

    kis ki sada pe kan lagae hue hun main

    zanu pe apne sar ko jhukae hue hun main

    wo din gae ki yaad thi aaThon pahar teri

    ab apne aap ko bhi bhulae hue hun main

    rangin dikhai deta hai sara jahan mujhe

    aankhon mein un ke jalwe basae hue hun main

    mane hai tere aane mein ai mast-e-naz kya

    milne ki kab se aas lagae hue hun main

    'saib' firaq-e-yaad mein ho maut hi nasib

    har waqt kaisa haal banae hue hun main

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now