Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kis qadar muKHtasar sa milte ho

Basharat Gul

kis qadar muKHtasar sa milte ho

Basharat Gul

MORE BYBasharat Gul

    kis qadar muḳhtasar milte ho

    tum bhī zindagī ke jaise ho

    aur kuchh guzartī hai ham par

    jab kahīñ aur muskurāte ho

    mashġhala bhī 'ajīb rakkhā hai

    jab bhī aate ho lauT jaate ho

    farq karnā muhāl hai sāhib

    bolte ho ki gungunāte ho

    kis qadar muKHtasar sa milte ho

    tum bhi na zindagi ke jaise ho

    aur kuchh hi guzarti hai hum par

    jab kahin aur muskuraate ho

    mashghala bhi 'ajib rakkha hai

    jab bhi aate ho lauT jate ho

    farq karna muhaal hai sahib

    bolte ho ki gungunate ho

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now