Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kis tarah jite hain ye log bata do yaro

Rajendera Krishan

kis tarah jite hain ye log bata do yaro

Rajendera Krishan

Interesting Fact

Film: Nai Roshni (1967)

kis tarah jiite haiñ ye log batā do yaaro

ham ko bhī jiine andāz sikhā do yaaro

pyaar lete haiñ kahāñ se ye zamāne vaale

un galī-kūchoñ rasta to dikhā do yaaro

dard ke naam se vāqif na jahāñ ho koī

aisī mahfil meñ hameñ bhī to biThā do yaaro

saath denā ho to ḳhud piine aadat Daalo

varna mai-ḳhāne ke dar ham se chhuḌā do yaaro

kis tarah jite hain ye log bata do yaro

hum ko bhi jine ka andaz sikha do yaro

pyar lete hain kahan se ye zamane wale

un gali-kuchon ka rasta to dikha do yaro

dard ke nam se waqif na jahan ho koi

aisi mahfil mein hamein bhi to biTha do yaro

sath dena ho to KHud pine ki aadat Dalo

warna mai-KHane ke dar hum se chhuDa do yaro

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Mohammad Rafi

Mohammad Rafi

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now