Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kitna kaam karenge

Basir Sultan Kazmi

kitna kaam karenge

Basir Sultan Kazmi

MORE BYBasir Sultan Kazmi

    kitnā kaam kareñge

    ab ārām kareñge

    tere diye hue dukh

    tere naam kareñge

    ahl-e-dard āḳhir

    ḳhushiyāñ aam kareñge

    naukrī chhoḌ ke 'bāsir'

    apnā kaam kareñge

    kitna kaam karenge

    ab aaram karenge

    tere diye hue dukh

    tere nam karenge

    ahl-e-dard hi aaKHir

    KHushiyan aam karenge

    naukri chhoD ke 'basir'

    apna kaam karenge

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now