Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

koi baadal tapish-e-gham se pighalta hi nahin

Yaqoob Rahi

koi baadal tapish-e-gham se pighalta hi nahin

Yaqoob Rahi

MORE BYYaqoob Rahi

    koī bādal tapish-e-ġham se pighaltā nahīñ

    aur dil hai ki kisī tarah bahaltā nahīñ

    sab yahāñ baiThe haiñ ThiThure hue jammuñ ko liye

    dhuup khoj meñ ab koī nikaltā nahīñ

    sirf ik maiñ huuñ jo har roz nayā lagtā huuñ

    varna is shahr meñ to koī badaltā nahīñ

    koi baadal tapish-e-gham se pighalta hi nahin

    aur dil hai ki kisi tarah bahalta hi nahin

    sab yahan baiThe hain ThiThure hue jammun ko liye

    dhup ki khoj mein ab koi nikalta hi nahin

    sirf ek main hun jo har roz naya lagta hun

    warna is shahr mein to koi badalta hi nahin

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now