kyun na ho chashm-e-butan mahw-e-taghaful kyun na ho
kyuuñ na ho chashm-e-butāñ mahv-e-taġhāful kyuuñ na ho
ya.anī us bīmār ko nazzāre se parhez hai
marte marte dekhne kī aarzū rah jā.egī
vaa.e nākāmī ki us kāfir kā ḳhanjar tez hai
āriz-e-gul dekh rū-e-yār yaad aayā 'asad'
joshish-e-fasl-e-bahārī ishtiyāq-añgez hai
kyun na ho chashm-e-butan mahw-e-taghaful kyun na ho
yani us bimar ko nazzare se parhez hai
marte marte dekhne ki aarzu rah jaegi
wae nakaami ki us kafir ka KHanjar tez hai
aariz-e-gul dekh ru-e-yar yaad aaya 'asad'
joshish-e-fasl-e-bahaari ishtiyaq-angez hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.