laDakpan ki hasin dilkash Dagar ka
laḌakpan kī hasīñ dilkash Dagar kā
hamārā pyaar thā pahlī nazar kā
sabab vo shaam kā vo hī sahar kā
bharosa kyā kareñ aisī nazar kā
sivā mere dikhe haiñ aib sab ke
baḌā dhokā rahā merī nazar kā
tirī bas ḳhushbueñ rakh diiñ havā par
pata likkhā nahīñ tere nagar kā
laDakpan ki hasin dilkash Dagar ka
hamara pyar tha pahli nazar ka
sabab wo sham ka wo hi sahar ka
bharosa kya karen aisi nazar ka
siwa mere dikhe hain aib sab ke
baDa dhoka raha meri nazar ka
teri bas KHushbuen rakh din hawa par
pata likkha nahin tere nagar ka
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.