Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

lagti hain gali buildingen

Ahmad Razi Bachhrayuni

lagti hain gali buildingen

Ahmad Razi Bachhrayuni

lagtī haiñ gaalī buildingeñ

saarī ḳhayālī buildingeñ

tum bhī na Thahroge yahāñ

kahtī haiñ ḳhālī buildingeñ

merā pata āseb-e-jāñ

jin bhuut vaalī buildingeñ

saḌkoñ pe so jaatā huuñ maiñ

manhūs kaalī buildingeñ

chaltī havā ke sāmne

Thahreñ misālī buildingeñ

lagti hain gali buildingen

sari KHayali buildingen

tum bhi na Thahroge yahan

kahti hain KHali buildingen

mera pata aaseb-e-jaan

jin bhut wali buildingen

saDkon pe so jata hun main

manhus kali buildingen

chalti hawa ke samne

Thahren misali buildingen

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now