lenge uchak ke baada-e-kausar ka jam bhi
leñge uchak ke bāda-e-kausar kā jaam bhī
pahuñchā jo haath dāman-e-abr-e-bahār tak
rindo bharā hai jaam ye jam tak ke haath meñ
miT miT ga.e haiñ is ke to naqsh-o-nigār tak
allāh re ġhurūr pahante nahīñ kabhī
gardan jhukā ke aap to phūloñ kā haar tak
lenge uchak ke baada-e-kausar ka jam bhi
pahuncha jo hath daman-e-abr-e-bahaar tak
rindo bhara hai jam ye jam tak ke hath mein
miT miT gae hain is ke to naqsh-o-nigar tak
allah re ghurur pahante nahin kabhi
gardan jhuka ke aap to phulon ka haar tak
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.