mangte hain maut jo wo maut jaane bhi nahin
māñgte haiñ maut jo vo maut jaane bhī nahīñ
maut aane se faqat jaatī haiñ jāneñ hī nahīñ
sochtī thī tum se mil kar zindagī ko kyā huā
phir ḳhayāl aayā ki pahle zindagī hī thī nahīñ
ek sāgar āsmāñ se milne ko hai uTh rahā
ek dhartī Dūbtī hai kuchh magar kahtī nahīñ
mangte hain maut jo wo maut jaane bhi nahin
maut aane se faqat jati hain jaanen hi nahin
sochti thi tum se mil kar zindagi ko kya hua
phir KHayal aaya ki pahle zindagi hi thi nahin
ek sagar aasman se milne ko hai uTh raha
ek dharti Dubti hai kuchh magar kahti nahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.