Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mahram nahin hai tu hi nawa-ha-e-raaz ka

Mirza Ghalib

mahram nahin hai tu hi nawa-ha-e-raaz ka

Mirza Ghalib

MORE BYMirza Ghalib

    mahram nahīñ hai navā-hā-e-rāz

    yaañ varna jo hijāb hai parda hai saaz

    rañg-e-shikasta sub.h-e-bahār-e-nazāra hai

    ye vaqt hai shaguftan-e-gul-hā-e-nāz

    aur sū-e-ġhair nazar-hā-e-tez tez

    maiñ aur dukh tirī mizha-hā-e-darāz

    sarfa hai zabt-e-āh meñ merā vagarna meñ

    to.ama huuñ ek nafas-e-jāñ-gudāz

    haiñ bas-ki josh-e-bāda se shīshe uchhal rahe

    har gosha-e-bisāt hai sar shīsha-bāz

    kāvish dil kare hai taqāzā ki hai hunūz

    nāḳhun pe qarz is girah-e-nīm-bāz

    tārāj-e-kāvish-e-ġham-e-hijrāñ huā 'asad'

    siina ki thā dafīna gohar-hā-e-rāz

    mahram nahin hai tu hi nawa-ha-e-raaz ka

    yan warna jo hijab hai parda hai saz ka

    rang-e-shikasta subh-e-bahaar-e-nazara hai

    ye waqt hai shaguftan-e-gul-ha-e-naz ka

    tu aur su-e-ghair nazar-ha-e-tez tez

    main aur dukh teri mizha-ha-e-daraaz ka

    sarfa hai zabt-e-ah mein mera wagarna mein

    toama hun ek hi nafas-e-jaan-gudaz ka

    hain bas-ki josh-e-baada se shishe uchhal rahe

    har gosha-e-bisat hai sar shisha-baz ka

    kawish ka dil kare hai taqaza ki hai hunuz

    naKHun pe qarz is girah-e-nim-baz ka

    taraj-e-kawish-e-gham-e-hijran hua 'asad'

    sina ki tha dafina gohar-ha-e-raaz ka

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Zulfiqar Ali Bukhari

    Zulfiqar Ali Bukhari

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now