Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mahw-e-takrar-e-sud-o-ziyan hain

Shareef Munawwar

mahw-e-takrar-e-sud-o-ziyan hain

Shareef Munawwar

MORE BYShareef Munawwar

    Interesting Fact

    1977

    mahv-e-takrār-e-sūd-o-ziyāñ haiñ

    ik shajar ka.ī Tahniyāñ haiñ

    sham.a shab-bhar jalā.ī bujhā.ī

    farsh par jā-ba-jā tīliyāñ haiñ

    chand tinkoñ apnī talab thī

    ab chaman-dar-chaman bijliyāñ haiñ

    khul rahe haiñ bharam chāhatoñ ke

    qurbatoñ meñ sivā dūriyāñ haiñ

    shab ke hāthoñ meñ ab tak 'munavvar'

    dāman-e-sub.h dhajjiyāñ haiñ

    mahw-e-takrar-e-sud-o-ziyan hain

    ek shajar ki kai Tahniyan hain

    shama shab-bhar jalai bujhai

    farsh par ja-ba-ja tiliyan hain

    chand tinkon ki apni talab thi

    ab chaman-dar-chaman bijliyan hain

    khul rahe hain bharam chahaton ke

    qurbaton mein siwa duriyan hain

    shab ke hathon mein ab tak 'munawwar'

    daman-e-subh ki dhajjiyan hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now