main teri nazar ka surur hun tujhe yaad ho ki na yaad ho
main teri nazar ka surur hun tujhe yaad ho ki na yaad ho
Rajendera Krishan
MORE BYRajendera Krishan
maiñ tirī nazar kā surūr huuñ tujhe yaad ho ki na yaad ho
tire paas rah ke bhī duur huuñ tujhe yaad ho ki na yaad ho
mujhe aañkh se to girā diyā kaho dil se bhī kyā bhulā diyā
tarī āshiqī kā ġhurūr huuñ tujhe yaad ho ki na yaad ho
tirī zulf hai mirā haath hai ki tū aaj bhī mere saath hai
tire dil meñ maiñ bhī zarūr huuñ tujhe yaad ho ki na yaad ho
main teri nazar ka surur hun tujhe yaad ho ki na yaad ho
tere pas rah ke bhi dur hun tujhe yaad ho ki na yaad ho
mujhe aankh se to gira diya kaho dil se bhi kya bhula diya
tari aashiqi ka ghurur hun tujhe yaad ho ki na yaad ho
teri zulf hai mera hath hai ki tu aaj bhi mere sath hai
tere dil mein main bhi zarur hun tujhe yaad ho ki na yaad ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.