manzur hai jo bhi faisla hai
manzūr hai jo bhī faisla hai
dahlīz pe sar rakhā huā hai
ghar meñ tire kaun sī balā hai
vīrānoñ meñ raat kāTtā hai
maiñ saath chalūñ ke chhoḌ jā.ūñ
ai dost tirā ḳhayāl kyā hai
har shaḳhs rukā magar kisī ne
pūchhā nahīñ ye ki haal kyā hai
rishtoñ meñ nahīñ ḳhulūs baaqī
badlī huī shahr kī fazā hai
manzur hai jo bhi faisla hai
dahliz pe sar rakha hua hai
ghar mein tere kaun si bala hai
viranon mein raat kaTta hai
main sath chalun ke chhoD jaun
ai dost tera KHayal kya hai
har shaKHs ruka magar kisi ne
puchha nahin ye ki haal kya hai
rishton mein nahin KHulus baqi
badli hui shahr ki faza hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.