masala ye to nahin ki sin-rasida kaun tha
mas.ala ye to nahīñ ki sin-rasīdā kaun thā
haañ magar mahfil meñ terī barguzīda kaun thā
faislā jis kā bhī thā terā nahīñ merā sahī
vaqt-e-ruḳhsat sar jhukā.e āb-dīda kaun thā
ek qatre kī talab aur thā samundar sāmne
bazm-e-yārāñ meñ bhalā vo bad-aqīda kaun thā
tum bhī the sarshār maiñ bhī ġharq-e-bahr-e-rañg-o-bū
phir bhalā donoñ meñ āḳhir ḳhud-kashīda kaun thā
masala ye to nahin ki sin-rasida kaun tha
han magar mahfil mein teri barguzida kaun tha
faisla jis ka bhi tha tera nahin mera sahi
waqt-e-ruKHsat sar jhukae aab-dida kaun tha
ek qatre ki talab aur tha samundar samne
bazm-e-yaran mein bhala wo bad-aqida kaun tha
tum bhi the sarshaar main bhi gharq-e-bahr-e-rang-o-bu
phir bhala donon mein aaKHir KHud-kashida kaun tha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.