Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mashal-e-dard phir ek bar jala li jae

Shahryar

mashal-e-dard phir ek bar jala li jae

Shahryar

MORE BYShahryar

    mash.al-e-dard phir ek baar jalā jaa.e

    jashn ho jaa.e zarā dhuum machā jaa.e

    ḳhuun meñ josh nahīñ aayā zamāna guzrā

    dosto aao koī baat nikālī jaa.e

    jaan bhī merī chalī jaa.e to kuchh baat nahīñ

    vaar terā na magar ek bhī ḳhālī jaa.e

    jo bhī milnā hai tire dar se milnā hai use

    dar tirā chhoḌ ke kaise ye savālī jaa.e

    vasl sub.h ke hone meñ hai kuchh der abhī

    dāstāñ hijr kuchh aur baḌhā jaa.e

    mashal-e-dard phir ek bar jala li jae

    jashn ho jae zara dhum macha li jae

    KHun mein josh nahin aaya zamana guzra

    dosto aao koi baat nikali jae

    jaan bhi meri chali jae to kuchh baat nahin

    war tera na magar ek bhi KHali jae

    jo bhi milna hai tere dar hi se milna hai use

    dar tera chhoD ke kaise ye sawali jae

    wasl ki subh ke hone mein hai kuchh der abhi

    dastan hijr ki kuchh aur baDha li jae

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    mashal-e-dard phir ek bar jala li jae Nomaan Shauque

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

    Register for free
    Speak Now