Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mastana KHushbuon se nahae hue badan

Rifat Al-Husaini

mastana KHushbuon se nahae hue badan

Rifat Al-Husaini

MORE BYRifat Al-Husaini

    mastāna ḳhushbuoñ se nahā.e hue badan

    sar par ġhalāzatoñ ko uThā.e hue badan

    bosīda chīthaḌoñ meñ sar-e-rāh dekhiye

    zaḳhmoñ ko muflisī ke chhupā.e hue badan

    shāhī haram-sarāoñ meñ phūloñ sej par

    hīroñ se motiyoñ se sajā.e hue badan

    koThoñ pe zard chehroñ meñ pazhmurda-o-udās

    ahl-e-havas ke hāthoñ biThā.e hue badan

    masrūf-e-zikr-o-fikr ba-sad ijz-o-inkisār

    rab ke huzūr sar ko jhukā.e hue badan

    mastana KHushbuon se nahae hue badan

    sar par ghalazaton ko uThae hue badan

    bosida chithaDon mein sar-e-rah dekhiye

    zaKHmon ko muflisi ke chhupae hue badan

    shahi haram-saraon mein phulon ki sej par

    hiron se motiyon se sajae hue badan

    koThon pe zard chehron mein pazhmurda-o-udas

    ahl-e-hawas ke hathon biThae hue badan

    masruf-e-zikr-o-fikr ba-sad ijz-o-inkisar

    rab ke huzur sar ko jhukae hue badan

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now