Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mein ek ganw ka shaer hun

Farooq Nazki

mein ek ganw ka shaer hun

Farooq Nazki

MORE BYFarooq Nazki

    meñ ik gaañv shā.er huuñ

    khulī fazāoñ shā.er huuñ

    dhuup meñ khetī par lahrā.ūñ

    narm havāoñ shā.er huuñ

    mere dam se haiñ ye mausam

    dhuup aur chhāñv shā.er huuñ

    sahrā sahrā naam hai merā

    meñ dariyāoñ shā.er huuñ

    sūraj merā rasta roke

    meñ ki ghaTāoñ shā.er huuñ

    bahroñ bastī gāhak

    nā-bīnāoñ shā.er huuñ

    mein ek ganw ka shaer hun

    khuli fazaon ka shaer hun

    dhup mein kheti par lahraun

    narm hawaon ka shaer hun

    mere dam se hain ye mausam

    dhup aur chhanw ka shaer hun

    sahra sahra nam hai mera

    mein dariyaon ka shaer hun

    suraj mera rasta roke

    mein ki ghaTaon ka shaer hun

    bahron ki basti ka gahak

    na-binaon ka shaer hun

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now