meri aankhon mein aa gae aansu
merī āñkhoñ meñ aa ga.e aañsū
yaad aaya vo gā ga.e aañsū
phir jo ik silsila chalā na thamā
aaj tūfāñ machā ga.e aañsū
aag se khelne kā thā shauqīn
jism merā jalā ga.e aañsū
haiñ purāne ye dost yaar mire
raat yaarī nibhā ga.e aañsū
ruuh kī chaah ḳhatm hī thī par
aas phir se jagā ga.e aañsū
meri aankhon mein aa gae aansu
yaad aaya wo ga gae aansu
phir jo ek silsila chala na thama
aaj tufan macha gae aansu
aag se khelne ka tha shauqin
jism mera jala gae aansu
hain purane ye dost yar mere
raat yari nibha gae aansu
ruh ki chah KHatm hi thi par
aas phir se jaga gae aansu
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.