Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nai tarzon se maiKHane mein rang-e-mai jhalakta tha

Meer Taqi Meer

nai tarzon se maiKHane mein rang-e-mai jhalakta tha

Meer Taqi Meer

MORE BYMeer Taqi Meer

    na.ī tarzoñ se maiḳhāne meñ rañg-e-mai jhalaktā thā

    gulābī rotī thī vaañ jaam hañs hañs kar chhalaktā thā

    tire us ḳhaak uḌāne dhamak se ai marī vahshat

    kalejā reg-e-sahrā bhī das das gaz thilaktā thā

    ga.ī tasbīh us naz' meñ kab 'mīr' ke dil se

    usī ke naam sumran thī jab munakkā Dhalaktā thā

    nai tarzon se maiKHane mein rang-e-mai jhalakta tha

    gulabi roti thi wan jam hans hans kar chhalakta tha

    tere us KHak uDane ki dhamak se ai mari wahshat

    kaleja reg-e-sahra ka bhi das das gaz thilakta tha

    gai tasbih us ki naz' mein kab 'mir' ke dil se

    usi ke nam ki sumran thi jab munakka Dhalakta tha

    Source :
    • Book : MIRIYAAT - Diwan No- 1, Ghazal No- 0124
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now