mire hālāt jab achchhe nahīñ the
ye sab apne mire apne nahīñ the
hamāre vāste in dostoñ ke
diloñ ke dar kabhī khulte nahīñ the
hameñ kuchh dost aise bhī mile haiñ
hamāre haal par hañste nahīñ the
ġhazal-go the bahut 'fīroz' achchhe
magar sab ke liye kahte nahīñ the
mere haalat jab achchhe nahin the
ye sab apne mere apne nahin the
hamare waste in doston ke
dilon ke dar kabhi khulte nahin the
hamein kuchh dost aise bhi mile hain
hamare haal par hanste nahin the
ghazal-go the bahut 'firoz' achchhe
magar sab ke liye kahte nahin the
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.