Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kuchh nae naqsh mohabbat mein ubhaaro yaro

Mohammad Yusuf Papa

kuchh nae naqsh mohabbat mein ubhaaro yaro

Mohammad Yusuf Papa

MORE BYMohammad Yusuf Papa

    kuchh na.e naqsh mohabbat meñ ubhāro yaaro

    sar kisī shoḳh ke buldog se maaro yaaro

    zulf ke pech meñ laTke hue shā.ir vajūd

    thak chukā hogā use mil ke utāro yaaro

    vo bhare ghar se ghasīTe liye jaatī hai mujhe

    koī baḌh kar mirī biivī ko pukāro yaaro

    dil ke fōtpath ko hamvār banāne ke liye

    is se das biis hasīnoñ ko guzāro yaaro

    dard to apnī kamā.ī huā kartā hai

    baap maal hai khā khā ke Dakāro yaaro

    kuchh nae naqsh mohabbat mein ubhaaro yaro

    sar kisi shoKH ke buldog se maro yaro

    zulf ke pech mein laTke hue shair ka wajud

    thak chuka hoga use mil ke utaro yaro

    wo bhare ghar se ghasiTe liye jati hai mujhe

    koi baDh kar meri biwi ko pukaro yaro

    dil ke footpath ko hamwar banane ke liye

    is se das bis hasinon ko guzaro yaro

    dard to apni kamai ka hua karta hai

    bap ka mal hai kha kha ke Dakaro yaro

    Source:

    Deewar-e-Qehqaha (Pg. 16)

    • Author: Mohammad Yusuf Papa
      • Publisher: Nai Awaz Jamia Nagar, New Delhi
      • Year of Publication: 1982

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now