Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mohabbat ka dikhawa kar raha hai

Mashkoor Mamnoon Qannauji

mohabbat ka dikhawa kar raha hai

Mashkoor Mamnoon Qannauji

MORE BYMashkoor Mamnoon Qannauji

    mohabbat dikhāvā kar rahā hai

    vo mere saath dhokā kar rahā hai

    samā.at ne azaañ jab se sunī hai

    mirā īmān sajda kar rahā hai

    jise masnad chāhat ho ga.ī hai

    vahī lāshoñ dhandā kar rahā hai

    ibādat ilm āġhosh meñ hai

    koī qatre ko dariyā kar rahā hai

    koī masrūf hai shukr-e-ḳhudā meñ

    koī din-rāt shikva kar rahā hai

    jahāñ meñ kis liye bhejā gayā thā

    magar 'mashkūr' kyā kyā kar rahā hai

    mohabbat ka dikhawa kar raha hai

    wo mere sath dhoka kar raha hai

    samaat ne azan jab se suni hai

    mera iman sajda kar raha hai

    jise masnad ki chahat ho gai hai

    wahi lashon ka dhanda kar raha hai

    ibaadat ilm ki aaghosh mein hai

    koi qatre ko dariya kar raha hai

    koi masruf hai shukr-e-KHuda mein

    koi din-raat shikwa kar raha hai

    jahan mein kis liye bheja gaya tha

    magar 'mashkur' kya kya kar raha hai

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now