mohabbat karegi asar andar andar
mohabbat karegī asar andar andar
banā.egī ye dil meñ ghar andar andar
na ghabrā ġham-e-hijr-e-jānāñ ke maare
tirī shaam meñ hai sahar andar andar
jinheñ sākin-e-qabr kahte ho 'naġhma'
vo sab kar rahe haiñ safar andar andar
mohabbat karegi asar andar andar
banaegi ye dil mein ghar andar andar
na ghabra gham-e-hijr-e-jaanan ke mare
teri sham mein hai sahar andar andar
jinhen sakin-e-qabr kahte ho 'naghma'
wo sab kar rahe hain safar andar andar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.