Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jab se tu ne mujhe diwana bana rakkha hai

Hakeem Nasir

jab se tu ne mujhe diwana bana rakkha hai

Hakeem Nasir

jab se ne mujhe dīvāna banā rakkhā hai

sañg har shaḳhs ne hāthoñ meñ uThā rakkhā hai

us ke dil par bhī kaḌī ishq meñ guzrī hogī

naam jis ne bhī mohabbat sazā rakkhā hai

pattharo aaj mire sar pe baraste kyuuñ ho

maiñ ne tum ko bhī kabhī apnā ḳhudā rakkhā hai

ab mirī diid duniyā bhī tamāshā.ī hai

ne kyā mujh ko mohabbat meñ banā rakkhā hai

ayyām talḳhī ko bhī hañs kar 'nāsir'

ġham ko sahne meñ bhī qudrat ne mazā rakkhā hai

jab se tu ne mujhe diwana bana rakkha hai

sang har shaKHs ne hathon mein uTha rakkha hai

us ke dil par bhi kaDi ishq mein guzri hogi

nam jis ne bhi mohabbat ka saza rakkha hai

pattharo aaj mere sar pe baraste kyun ho

main ne tum ko bhi kabhi apna KHuda rakkha hai

ab meri did ki duniya bhi tamashai hai

tu ne kya mujh ko mohabbat mein bana rakkha hai

pi ja ayyam ki talKHi ko bhi hans kar 'nasir'

gham ko sahne mein bhi qudrat ne maza rakkha hai

RECITATIONS

Fahad Husain

Fahad Husain,

00:00/00:00
Fahad Husain

HAKIM NASIR - JAB SE TUNE MUJHE DEEWANA BANA RAKHA HAI Fahad Husain

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now