Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mujhko ye jadu aa jae

Uday Jhanjhani

mujhko ye jadu aa jae

Uday Jhanjhani

MORE BYUday Jhanjhani

    mujh ko ye jaadū aa jaa.e

    tujh ko sochūñ aa jaa.e

    kūche meñ phirtā huuñ tere

    shāyad bāhar aa jaa.e

    aise aise sher kahūñ maiñ

    lafzoñ meñ ḳhushbū aa jaa.e

    jis shai ko maiñ haath lagā.ūñ

    us meñ vo ḳhush-rū aa jaa.e

    kaash kabhī bīmār paḌūñ maiñ

    mujh se milne aa jaa.e

    mujh ko ye jadu aa jae

    tujh ko sochun tu aa jae

    kuche mein phirta hun tere

    shayad bahar tu aa jae

    aise aise sher kahun main

    lafzon mein KHushbu aa jae

    jis shai ko main hath lagaun

    us mein wo KHush-ru aa jae

    kash kabhi bimar paDun main

    mujh se milne tu aa jae

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now