mujhse muDne ki nin kisi ru se
mujhse muDne ki nin kisi ru se
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
MORE BYGulam Yahya Huzur Azimabadi
mujh se muḌne kī niiñ kisī rū se
chashm rakhtā huuñ terī abrū se
ab to baiThā maiñ naqsh-e-pā kī tarah
koī uThtā hai yaar kī kū se
husn-e-sīrat hai lāzim-e-mahbūb
ḳhūbī-e-gul hai ḳhūbī-e-bū se
ishq meñ dard se hai hurmat-e-dil
chashm ko aabrū hai aañsū se
mujh se muDne ki nin kisi ru se
chashm rakhta hun teri abru se
ab to baiTha main naqsh-e-pa ki tarah
koi uThta hai yar ki ku se
husn-e-sirat hai lazim-e-mahbub
KHubi-e-gul hai KHubi-e-bu se
ishq mein dard se hai hurmat-e-dil
chashm ko aabru hai aansu se
- Dewan-e-Huzoor (E-Book)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.