mujhse ziyaada bhage log
mujh se ziyāda bhāge log
phir bhī rah ga.e pīchhe log
bilkul sīdhī duniyā hai
duniyā meñ haiñ ulTe log
achchhā banñā achchhā na.iñ
mar jaate haiñ achchhe log
aur bhī chehre rakhte haiñ
achchhā dikhne vaale log
agar ijāzat detā nahīñ
mujh tak aate kaise log
ek yahī hasrat thī bas
merā bhī dil rakhte log
mujh se ziyaada bhage log
phir bhi rah gae pichhe log
bilkul sidhi duniya hai
duniya mein hain ulTe log
achchha banna achchha nain
mar jate hain achchhe log
aur bhi chehre rakhte hain
achchha dikhne wale log
agar ijazat deta nahin
mujh tak aate kaise log
ek yahi hasrat thi bas
mera bhi dil rakhte log
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.