munh phul se rangin tha wa sari thi us hari
muñh phuul se rañgīñ thā va saarī thī us harī
khatrānī ek dekhī maiñ panghaT pe jyuuñ parī
chīrī haiñ us kī urbasī rambhā o rādhikā
parbhū ne phir banā.ī nahīñ vaisī dūsrī
maiñ ne kahā ki ghar chalegī mere saath aaj
kahne lagī ki ham suuñ na kar baat tū burī
munh phul se rangin tha wa sari thi us hari
khatrani ek dekhi main panghaT pe jyun pari
chiri hain us ki urbasi rambha o radhika
parbhu ne phir banai nahin waisi dusri
main ne kaha ki ghar chalegi mere sath aaj
kahne lagi ki hum sun na kar baat tu buri
- Book : Intekhab Kalam (Pg. 62)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.