Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

munh se tere sau bar ke sharmae hue hain

Munshi Banwari Lal Shola

munh se tere sau bar ke sharmae hue hain

Munshi Banwari Lal Shola

MORE BYMunshi Banwari Lal Shola

    muñh se tire sau baar ke sharmā.e hue haiñ

    kyā zarf hai ġhunchoñ jo itrā.e hue haiñ

    kahte haiñ gino mujh pe jo dil aa.e hue haiñ

    kuchh chhīne hue haiñ mire kuchh paa.e hue haiñ

    ḳhanjar pe nazar hai kabhī dāman pe nazar hai

    kaun aatā hai mahshar meñ vo ghabrā.e hue haiñ

    lab par hai yahāñ aah to āñkhoñ meñ haiñ aañsū

    bādal ye bahut der se garmā.e hue haiñ

    mai piine meñ kyā zid thī koī zahr nahīñ thā

    ham terī qasam 'shola' qasam khaa.e hue haiñ

    munh se tere sau bar ke sharmae hue hain

    kya zarf hai ghunchon ka jo itrae hue hain

    kahte hain gino mujh pe jo dil aae hue hain

    kuchh chhine hue hain mere kuchh pae hue hain

    KHanjar pe nazar hai kabhi daman pe nazar hai

    kaun aata hai mahshar mein wo ghabrae hue hain

    lab par hai yahan aah to aankhon mein hain aansu

    baadal ye bahut der se garmae hue hain

    mai pine mein kya zid thi koi zahr nahin tha

    hum teri qasam 'shola' qasam khae hue hain

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now