Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nam par harf na aane dije

Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi

nam par harf na aane dije

Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi

MORE BYPandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi

    naam par harf na aane diije

    jaan agar jaa.e to jaane diije

    yaas aas na TuuTe jis meñ

    aas ko paas na aane diije

    pāra-e-dil na thamā mardum-e-chashm

    baiThiye mujh ko uThāne diije

    ġhussa kyā ab to gayā yaañ se 'nasīm'

    aa.iye baiThiye jaane diije

    nam par harf na aane dije

    jaan agar jae to jaane dije

    yas ki aas na TuTe jis mein

    aas ko pas na aane dije

    para-e-dil na thama mardum-e-chashm

    baiThiye mujh ko uThane dije

    ghussa kya ab to gaya yan se 'nasim'

    aaiye baiThiye jaane dije

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now