najm bahut mahtab bahut
najm bahut mahtāb bahut
āñkheñ hoñ to ḳhvāb bahut
pyaar milā jab ġhairoñ se
yaad aa.e ahbāb bahut
mere ahd kī āñkhoñ meñ
nīndeñ kam haiñ ḳhvāb bahut
koī aane vaalā hai
mausam hai shādāb bahut
masraf ho to har lamha
ziist kā hai nāyāb bahut
Dūbne vāloñ se kah do
dariyā haiñ pāyāb bahut
najm bahut mahtab bahut
aankhen hon to KHwab bahut
pyar mila jab ghairon se
yaad aae ahbab bahut
mere ahd ki aankhon mein
ninden kam hain KHwab bahut
koi aane wala hai
mausam hai shadab bahut
masraf ho to har lamha
zist ka hai nayab bahut
Dubne walon se kah do
dariya hain payab bahut
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.