Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nit nit ka ye aana jaana mere bas ki baat nahin

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar

nit nit ka ye aana jaana mere bas ki baat nahin

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar

MORE BYKunwar Mahendra Singh Bedi Sahar

    nit nit ye aanā jaanā mere bas baat nahīñ

    darbānoñ ke naaz uThānā mere bas baat nahīñ

    saaqī mai sāġhar paimāna mere bas baat nahīñ

    sirf inhī se dil bahlānā mere bas baat nahīñ

    ishq o mohabbat kyā hote haiñ kyā samjhā.ūñ vaa.iz ko

    bhaiñs ke aage biin bajānā mere bas baat nahīñ

    marnā to lāzim hai ik din bhar ke ab to luuñ

    marne se pahle mar jaanā mere bas baat nahīñ

    donoñ meñ hai nuur usī donoñ us ke maskan haiñ

    ik kaaba hai ik but-ḳhāna mere bas baat nahīñ

    nit nit ka ye aana jaana mere bas ki baat nahin

    darbanon ke naz uThana mere bas ki baat nahin

    saqi mai saghar paimana mere bas ki baat nahin

    sirf inhi se dil bahlana mere bas ki baat nahin

    ishq o mohabbat kya hote hain kya samjhaun waiz ko

    bhains ke aage bin bajaana mere bas ki baat nahin

    marna to lazim hai ek din ji bhar ke ab ji to lun

    marne se pahle mar jaana mere bas ki baat nahin

    donon mein hai nur usi ka donon us ke maskan hain

    ek kaba hai ek but-KHana mere bas ki baat nahin

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    nit nit ka ye aana jaana mere bas ki baat nahin Nomaan Shauque

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now