pahle se gham-e-ishq hi KHuddar na kar de
pahle se ġham-e-'ishq hī ḳhud.dār na kar de
un ko nigah-e-shauq jo hushiyār na kar de
ḳhud hasrat-e-sajda ko gunahgār na kar de
vo sajda jo har dar ko dar-e-yār nā kar de
sayyād rihā karne se inkār nā kar aaj
kal koī rihā hone se inkār na kar de
allāh tū ġhaffār hai baḳhshegā ḳhatā.eñ
qismat kahīñ bandoñ ko gunahgār nā kar de
pahle se gham-e-'ishq hi KHuddar na kar de
un ko nigah-e-shauq jo hushiyar na kar de
KHud hasrat-e-sajda ko gunahgar na kar de
wo sajda jo har dar ko dar-e-yar na kar de
sayyaad riha karne se inkar na kar aaj
kal koi riha hone se inkar na kar de
allah tu ghaffar hai baKHshega KHataen
qismat kahin bandon ko gunahgar na kar de
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.