phir rahe hain yahan wahan tanha
phir rahe haiñ yahāñ vahāñ tanhā
aaj lagtā hai ye jahāñ tanhā
ghar meñ bāzār meñ hazāroñ meñ
qaid haiñ ham kahāñ kahāñ tanhā
Dhal ga.ī raat bujh ga.iiñ sham.eñ
rah ga.e ham bhī nauha-ḳhvāñ tanhā
merī aahaT kā merī sāñsoñ kā
muntazir hai merā makāñ tanhā
suunī suunī sī ajnabī rāheñ
ārzūoñ kā kārvāñ tanhā
chāñd tāroñ kī bhiiḌ meñ 'mad.hosh'
ro rahā hai ik āsmāñ tanhā
phir rahe hain yahan wahan tanha
aaj lagta hai ye jahan tanha
ghar mein bazar mein hazaron mein
qaid hain hum kahan kahan tanha
Dhal gai raat bujh gain shamen
rah gae hum bhi nauha-KHwan tanha
meri aahaT ka meri sanson ka
muntazir hai mera makan tanha
suni suni si ajnabi rahen
aarzuon ka karwan tanha
chand taron ki bhiD mein 'madhosh'
ro raha hai ek aasman tanha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.