Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

phir teri yaad dilate hain mujhe

Yadgar Husain Nashtar Khairabadi

phir teri yaad dilate hain mujhe

Yadgar Husain Nashtar Khairabadi

MORE BYYadgar Husain Nashtar Khairabadi

    phir terī yaad dilāte haiñ mujhe

    log dānista satāte haiñ mujhe

    zulf-bar-dosh nashīlī āñkheñ

    ai vo luuTe liye jaate haiñ mujhe

    maiñ ne ye ḳhvāb na dekhā ho kahīñ

    vo mohabbat se bulāte haiñ mujhe

    un ke ashkoñ meñ bhī ab to 'nashtar'

    dil ke TukḌe nazar aate haiñ mujhe

    phir teri yaad dilate hain mujhe

    log danista satate hain mujhe

    zulf-bar-dosh nashili aankhen

    ai wo luTe liye jate hain mujhe

    main ne ye KHwab na dekha ho kahin

    wo mohabbat se bulate hain mujhe

    un ke ashkon mein bhi ab to 'nashtar'

    dil ke TukDe nazar aate hain mujhe

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now