Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

phir to is be-nam safar mein kuchh bhi na apne pas raha

Ghulam Mohammad Qasir

phir to is be-nam safar mein kuchh bhi na apne pas raha

Ghulam Mohammad Qasir

MORE BYGhulam Mohammad Qasir

    phir to is be-nām safar meñ kuchh bhī na apne paas rahā

    terī samt chalā huuñ jab tak samtoñ ehsās rahā

    terī galī meñ TuuT ga.e sab jurm-o-sazā ke paimāne

    ek tabassum dekhne vaalā saarī umr udaas rahā

    gulchīñ ke chehre rañgat roz badaltī rahtī thī

    rañj-o-ḳhushī ke har mausam meñ phuul ek libās rahā

    jin dard-bharī bātoñ se ek zamāna raam huā

    'qāsir' aise fan-kāroñ qismat meñ ban-bās rahā

    phir to is be-nam safar mein kuchh bhi na apne pas raha

    teri samt chala hun jab tak samton ka ehsas raha

    teri gali mein TuT gae sab jurm-o-saza ke paimane

    ek tabassum dekhne wala sari umr udas raha

    gulchin ke chehre ki rangat roz badalti rahti thi

    ranj-o-KHushi ke har mausam mein phul ka ek libas raha

    jin ki dard-bhari baaton se ek zamana ram hua

    'qasir' aise fan-karon ki qismat mein ban-bas raha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now