Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

phir yaad use karne ki fursat nikal aai

Ashfaq Husain

phir yaad use karne ki fursat nikal aai

Ashfaq Husain

MORE BYAshfaq Husain

    phir yaad use karne fursat nikal aa.ī

    mat pūchhiye kis moḌ pe qismat nikal aa.ī

    kuchh in dinoñ dil us dukhā hai to hameñ bhī

    us shaḳhs se milne sahūlat nikal aa.ī

    ābād hue jab se un āñkhoñ ke kināre

    duniyā jise samjhe the vo jannat nikal aa.ī

    jo ḳhvāb dahlīz talak bhī nahīñ aayā

    aaj us se mulāqāt sūrat nikal aa.ī

    ab aa ke gale miltā hai pahle thā gurezāñ

    kyā ham se use koī zarūrat nikal aa.ī

    ik shaḳhs mahbūb-nigāhī ke sabab se

    'ashfāq' tumhārī bhī to qāmat nikal aa.ī

    phir yaad use karne ki fursat nikal aai

    mat puchhiye kis moD pe qismat nikal aai

    kuchh in dinon dil us ka dukha hai to hamein bhi

    us shaKHs se milne ki sahulat nikal aai

    aabaad hue jab se un aankhon ke kinare

    duniya jise samjhe the wo jannat nikal aai

    jo KHwab ki dahliz talak bhi nahin aaya

    aaj us se mulaqat ki surat nikal aai

    ab aa ke gale milta hai pahle tha gurezan

    kya hum se use koi zarurat nikal aai

    ek shaKHs ki mahbub-nigahi ke sabab se

    'ashfaq' tumhaari bhi to qamat nikal aai

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    phir yaad use karne ki fursat nikal aai Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now