Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

phul ke laeq faza rakhni hi thi

Abdullah Javed

phul ke laeq faza rakhni hi thi

Abdullah Javed

MORE BYAbdullah Javed

    phuul ke laa.eq fazā rakhnī thī

    Dar havā se thā havā rakhnī thī

    go mizājan ham judā the ḳhalq se

    saath meñ ḳhalq-e-ḳhudā rakhnī thī

    yuuñ to dil thā ghar faqat allāh

    but jo paale the to rakhnī thī

    tark karnī thī har ik rasm-e-jahāñ

    haañ magar rasm-e-vafā rakhnī thī

    sirf kaabe par na thī hujjat tamām

    bād-e-kāba karbalā rakhnī thī

    phul ke laeq faza rakhni hi thi

    Dar hawa se tha hawa rakhni hi thi

    go mizajan hum juda the KHalq se

    sath mein KHalq-e-KHuda rakhni hi thi

    yun to dil tha ghar faqat allah ka

    but jo pale the to ja rakhni hi thi

    tark karni thi har ek rasm-e-jahan

    han magar rasm-e-wafa rakhni hi thi

    sirf kabe par na thi hujjat tamam

    baad-e-kaba karbala rakhni hi thi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now